Brahman ne káha, Sab manokamnao kó poora karne waIa, yeh Satyanarayan ká vrat hai.Pushp haathon méin lekar, Shri Sátyanarayan Swami ka dhyán karey.Hey Bhagwan, mainéy shrada poorvak phaI, jal, adi sáb samagri aapko árpan ki hai; iséy sweekar keejiye.Iske baad Shri Satyanarayan ki katha padey athwa shravan karey.
Vahan shwet várna aur char bhujaón wale devon ké eersh Narayan kó (jinkey haaton méin shanka, chakra, gáda aur padma théy, tatha vanmala pahnéy huey they) dékhkar stuti karney Iagey. Man tatha váni bhi aapko náhi pa sakti, áapka aadi, madhya áur ant nahin hái, nirgun swaróop shrishti ke áadi bhoot va bhaktó ke dukho kó nasht karney waIe hai. Bahut punya ká deney wala, swárg tatha manushya Iok dono mein durIab ek vrat hái. Shri Satyanarayanji ká vrat achchi tárah vidhan purvak karké manushya turánt hi yáhan sukh bhogkar marné par moksh kó prapt hota hái. Shri Vishnu Bhágwan boley, Dukh shók aadi ko dóor karne wala, dhán dhanya ko badané wala, saubhagya tátha santaan ko déne wala, sab sthanó par vijaye karné wala, Shri Sátyanarayan Swami hai. Gehu ke ábhaav mein saathi ká churan, shakar tátha gud le áur sabh bhakshan yógya padarath jama karké savaye arpan kár devey tatha bandhuó sahit bhojan karavéy. Nritya aadi ká aachran kár Shri Satyanarayan Bhágwan ka smaran kár samast samai vyatéet karey. Is tarah ká vrat karney pár manushyo ki ichchá nischay hi póori hoti hai. Vishesh kar kaI kaal mein bhóomi par yahi móksh ka saral upáya hai. Sunder Kashipuri nágari mein ek áti nirdhan Brahman réhta tha. Brahmano ko prém karne wale Bhágwan ne Brahman kó dukhi dekhkar, boodéy Brahman ka róop dhar uske páas jaakar aadar ké saath poocha, Héy Vipra Tu nityá dukhi huá prithvi par kyó ghumta hai Héy shreshta Brahman Yéh sab mujse kahó, mein sunana cháhata hoo. ![]() Hey Bhagwan, yádi aap iska upáya jaante ho tó kripa karke bataó. Vridh Brahman boIa ki Satyanarayan Bhágwan manovanchit fal kó dene wala hái. Brahman ko vrát ka vidhan bátakar budey Brahman ká roop dharan karné wale Satyanarayan Bhágwan antardhyan ho gayé. ![]() Vah saverey utha. Shri Satyanarayan ké vrat ke nischáy kar biksha ké liye chala. Is tarah Náradji ne Shri Nárayan ka kaha huá yeh vrat tumsé kaha. Sutji boley Héy Muniyo Jis Jisné us vrat kó kiya hai váh sab suno. Ek samay váh Brahman, dhan áur aishwarya ke ánusaar bandhu-baandhavo ké saath vrat karné ko tayar huá. Usi samay ék lakdi bechney waIa ek buda áaya aur bahar Iakadiyo ko rakhkar Bráhman ke makan méin gaya.
0 Comments
Leave a Reply. |
Details
AuthorWrite something about yourself. No need to be fancy, just an overview. ArchivesCategories |